Phoolon ki bail jo kalai se ungli tak jati hai. Mota outline aur khuli jagah - is liye jaldi sukhta hai aur door se bhi saaf nazar aata hai.
Kyun pasand kiya jata hai:
- Sirf 45 minute lagte hain
- Jaldi sukh jata hai - function se pehle lagwa sakti hain
- Rang bohat gehra aata hai (mota outline ki wajah se)
- Dono haathon par mirror design
Shaadi ke mehmaan, Eid aur kisi bhi achanak function ke liye sab se behtar option. Bachon ke sath aane wali khawateen aksar yahi chunti hain.