Hatheli par aik tikki aur ungliyon par halka design. Sab se sasta aur tez option, magar phir bhi saaf aur khoobsurat.
Kab theek rehta hai:
- Daawat ya dinner party
- College ya office ka function
- Jab waqt kam ho
- Pehli dafa mehndi lagwane wali
Aik haath ka rate aadha hai. Agar sirf tikki chahiye bina ungliyon ke to WhatsApp par bata dein, kam ho jata hai.